*****Public Service Announcement*****
Internet par dependent hoti duniya mey...Apne bachcho k ya apne near-dear ones k bachcho k naam unique rakhen. Common name aur surname k saath aapka bachcha agar celebrity nahi banta tab tak us "common" name k hazaro-lakho log usko duniya k liye invisible rakhenge. Agar aapka surname unique hai like "Satrona", "Rambujh", "Aritra" tab aapko kaafi edge milegi. Unique naam na hone k kuch ghaate.
*) - Bina kuch kiye, bina kisi mehnat k apne naam k search results mey besharmi se top pages gher lene ki advantage aapke bachche ko nahi milegi. Jo unique naam waale besharm balak-balikaon ko milti hai...he he..
*) - There are 1398 professionals by falana COMMON NAME on linkedin...le lo kaddu. :p
*) - Aapke bachche ko national level award milna aur kisi unique combination waale naam like "Adars Kukku" ka internet k kisi chhote kone mey 8 lines likhna barabar asar karega google aur baaki search engines par. Swaahaa! :p
*) - Approximately 976000000 search results with this name on google with your bachche k works, profiles nowhere in top 736 pages.
*) - Kaam aapka bachcha karega aur aksar log usko kisi social media par zyada active rehne waale bando se confuse kar jaayenge jinka naam same hai.
*) - Duniya ki to chhodiye ye bhi possibility hai ki aapke bachche ki class mey hi usko uske naam k 5-7 bande mil jaaye.
Peon - "Madam ji, Rahul k parents aaye hai."
Teacher - "Kiske? Rahul Gupta, Rahul Sharma, Rahul Garg ya Rahul Yadav...."
*) - Domain names aur kai websites ki profiles mey aapke bachche ko uske naam ka domain nahi milega balki itni population aur competition ki wajah se chahe wo hash laga le, underscore laga le, dot laga le...sadak par nanga dance kar le....sabka combination laga le...kuch nahi milne ka...end mey kuch aesa milega - WWW.Ramesh27985491_sharma.638.COM
- Mohit Sharma (Trendster / Trendy Baba)